Maine Dekha Tune Dekha – Movie Dushman By Lata Mangeshkar, Kishore Kumar

Maine dekhaa toone dekhaa
Maine dekhaa toone dekhaa
Isne dekhaa usne dekhaa
Sabne dekhaa
Maine dekhaa toone dekhaa
Isne dekhaa usne dekhaa
Sabne dekhaa

Kyaa dekhaa kyaa dekhaa
Ik dushman
Jo doston se pyaaraa hai
Ik dushman
Jo doston se pyaaraa hai

Maine dekhaa toone dekhaa
Maine dekhaa toone dekhaa
Isne dekhaa usne dekhaa
Sabne dekhaa
Kyaa dekhaa kyaa dekhaa
Ek gaanv
Jo shaharon se bhi nyaaraa hai
Ek gaanv
Jo shaharon se bhi nyaaraa hai
Dushman dushman
Jo doston se pyaaraa hai

Aaj sazaa denge tujhko ham
Teri sab bhoolon ki
Aaj sazaa denge tujhko ham
Teri sab bhoolon ki
Tere gale mein ham daalenge
Ye maalaa phoolon ki
Is gaanv ki reet yahi hai
Jeewan sangeet yahi hai
Aaj ke din ka geet yahi hai
Yahi hai

Maine dekhaa toone dekhaa
Maine dekhaa toone dekhaa
Isne dekhaa usne dekhaa
Sabne dekhaa
Kyaa dekhaa kyaa dekhaa
Ik chaand
Jo sabki aankh kaa taaraa hai
Ik chaand
Jo sabki aankh kaa taaraa hai
Dushman dushman
Jo doston se pyaaraa hai

Advertising

Zanjeero se bhi pakke hain
Prem ke kacche dhaage
Zanjeero se bhi pakke hain
Prem ke kacche dhaage
In kacche dhagon ko
Todke qaidi kaisi bhaage
Aaya leke hariyali tu
In baaghon ka mali tu
In kheton ka haali tu haali tu

Maine dekhaa toone dekhaa
Maine dekhaa toone dekhaa
Isne dekhaa usane dekhaa
Sabane dekhaa
Kya dekha kya dekha
Ik qaidi jo pahredar hammara hai
Ik qaidi jo pahredar hammara hai
Dushman dushman jo
Doston se pyaara hai

Sabne maaf kiyaa mujhko par
Main hoon jiskaa doshi
Sabne maaf kiyaa mujhko par
Main hoon jiskaa doshi
Kab tootegi uske ghaayal
Honthon ki khaamoshi

Wo bhi maaf kare to jaanoon
Man ko saaf kare to jaanoon
Insaaf kare to jaanoon to jaanoon
Meraa nahin teraa nahin
Meraa nahin teraa nahin
Iskaa nahin uskaa nahin
Kisi kaa nahin
Ye dosh taqdeer kaa saaraa hai


Maine Dekha Tune Dekha Lyrics In Hindi

मैने देखा तूने देखा
( मैने देखा तूने देखा इसने देखा उसने देखा
सबने देखा )
क्या देखा क्या देखा
( इक दुश्मन जो दोस्तों से प्यारा है )

मैने देखा तूने देखा मैने देखा तूने देखा
इसने देखा उसने देखा
सबने देखा
क्या देखा क्या देखा
( एक गाँव जो शहरों से भी न्यारा है )

दुश्मन दुश्मन जो दोस्तों से प्यारा है

आज सज़ा देंगे हम तुमको तेरी सब भूलों की
तेरे गलें में हम डालेंगे ये माला फूलों की

इस गाँव की रीत यही है जीवन संगीत यही है
आज के दिन का गीत यही है यही है

मैने देखा तूने देखा मैने देखा तूने देखा
इसने देखा उसने देखा सबने देखा
क्या देखा क्या देखा
इक चाँद जो सबकी आँख का तारा है
दुश्मन-दुश्मन जो दोस्तों से प्यारा है

सबने माफ़ किया मुझको पर मैं हूँ जिसका दोषी
कब टूटेगी उसके घायल होँठों की ख़ामोशी

वो भी माफ़ करे तो जानूँ मन को साफ़ करे तो जानूँ
इन्साफ़ करे तो जानूँ तो जानूँ

मेरा नहीं तेरा नहीं
इसका नहीं उसका नहीं
किसी का नहीं
ये दोष तक़दीर का सारा है

एक गाँव जो शहरों से भी न्यारा है