Agar dilbar ki ruswai hame manjur ho jaye
Sanam tu bewafa ke naam se mash-hoor ho jaaye
Sanam tu bewafa ke naam se mash-hoor ho jaaye
Agar dilbar ki ruswai hame manjur ho jaye
Sanam tu bewafa ke naam se mash-hoor ho jaaye
Hamein fursat nahin milti
Hamein fursat nahin milti
Kabhi aansu bahaane se
Kayi gham paas aa baithe
Kayi gham paas aa baithe
Tere ek door jaane se
Tere ek door jaane se
Agar tu paas aa jaaye to har gham door ho jaaye
Agar tu paas aa jaaye to har gham door ho jaaye
Sanam tu bewafa ke naam se mash-hoor ho jaaye
Wafaa ka vasta dekar
Wafaa ka vasta dekar
Mohabbat aaj roti hai
Na aise khel is dil se
Na aise khel is dil se
Yeh naazuk cheez hoti hai
Yeh naazuk cheez hoti hai
Zara si thes lag jaaye to sheesha choor ho jaaye
Zara si thes lag jaaye to sheesha choor ho jaaye
Sanam tu bewafa ke naam se mash-hoor ho jaaye
Tere rangeen honthon ko
Tere rangeen honthon ko
Kanwal kehne se darte hain
Teri is berukhi pe hum
Teri is berukhi pe hum
Ghazal kehne se darte hain
Ghazal kehne se darte hain
Kahin aisa na ho tu aur bhi maghroor ho jaaye
Kahin aisa na ho tu aur bhi maghroor ho jaaye
Agar dilbar ki ruswai hame manjur ho jaye
Sanam tu bewafa ke naam se mash-hoor ho jaaye
Sanam Tu Bewafa Ke Naam Se Lyrics In Hindi
अगर दिलबर की रुस्वाई हमें मंज़ूर हो जाये
(सनम तू बेवफ़ा के नाम से मषूर हो जाये) – २
अगर दिल्बर की … हो जाये
सनम … हो जाये
(हमें फ़ुर्सत नहीं मिलती) – २
कभी आँसू बहाने से
(कई ग़म पास आ बैठे) -२
(तेरे एक दूर जाने से) – २
(अगर तू पास आ जाये तो हर ग़म दूर हो जाये) – २
सनम तू … हो जाये
(वफ़ा का वास्ता देकर) – २
मोहब्बत आज रोती है
(न ऐसे खेल इस दिल से) – २
(ये नज़ुक चीज़ होती है) – २
(ज़रा सी ठेस लग जाये तो शीशा चूर हो जाये) -२
सनम तू … हो जाये
(तेरे रंगीन होंठों को) – २
कमल कहने से डरते हैं
(तेरी इस बेरुख़ी पे हम) – २
(ग़ज़ल कहने से डरते हैं) – २
(कहीं ऐसा न हो तू और भी मग़रूर हो जाये) – २
अगर दिल्बर कि three दोत्स हो जाये
सनम तू … हो जाये