Ye Shaam Ki Tanhaiyan (Aah)
फ़िल्म: आह / Aah (1953)
गायक/गायिका: लता मंगेशकर
संगीतकार: शंकर-जयकिशन
गीतकार: शैलेंद्र सिंह
अदाकार: नरगिस, राज कपूर
Lyrics: Yeh Shaam Ki Tanhaiyan
yeh shaam ki tanhaiyan,
aise main tera gham
yeh shaam ki tanhaiyan,
aise main tera gham
patte kahin khadke hawa,
aayi to chaunke ham
patte kahin khadke hawa,
aayi to chaunke ham
yeh shaam ki tanhaiyan,
aise main tera gham
jis raah se tum aane ko the
jis raah se tum aane ko the
uske nishaan bhi mitne lage
uske nishaan bhi mitne lage
aaye na tum sau sau
dafa, aaye gaye mausam
aaye na tum sau sau
dafa, aaye gaye mausam
yeh shaam ki tanhaiyan,
aise main tera gham
seene se laga teri yaad ko
seene se laga teri yaad ko
roti rahi main raat ko
roti rahi main raat ko
haalat pe meri chaand
taare ro gaye shabnam
haalat pe meri chaand
taare ro gaye shabnam
yeh shaam ki tanhaiyan,
aise main tera gham
yeh shaam ki tanhaiyan,
aise main tera gham
Yeh Shaam Ki Tanhaiyan In Hindi
ये शाम की तन्हाइयाँ ऐसे में तेरा ग़म – २
पत्ते कहीं खड़के हवा आई तो चौंके हम – २
ये शाम की तन्हाइयाँ …
जिस राह से तुम आने को थे – २
उस के निशाँ भी मिटने लगे – २
आये न तुम सौ सौ दफ़ा आये गये मौसम – २
ये शाम की तन्हाइयाँ …
सीने से लगा तेरी याद को – २
रोती रही मैं रात को – २
हालत पे मेरी चाँद तारे रो गये शबनम – २
ये शाम की तन्हाइयाँ ..