Waqt Ne Kiya Kya Haseen Sitam Lyrics

Kaagaz Ke Phool is a 1959 Hindi film produced and directed by Guru Dutt, who also played the lead role in the film. The film is regarded as the first Indian film in CinemaScope and is the last film made in Guru Dutt’s direction.

गाना / Title: वक़्त ने किया, क्या हसीं सितम, तुम रहे न तुम हम रहे न हम – vaqt ne kiyaa, kyaa hasii.n sitam, tum rahe na tum ham rahe na ham

चित्रपट / Film: Kaagaz Ke Phool

संगीतकार / Music Director: सचिन देव बर्मन-(S D Burman)

गीतकार / Lyricist: Kaifi Azmi

Advertising

गायक / Singer(s): Geeta


Waqt Ne Kiya Kya Haseen Sitam Lyrics

Waqt Ne Kiya Kya Haseen Sitam
Tum Rahe Na Tum, Hum Rahe Na Hum
Waqt Ne Kiya Kya Haseen Sitam
Tum Rahe Na Tum, Hum Rahe Na Hum
Waqt Ne Kiya…

Beqaraar Dil Iss Tarah Mile
Jis Tarah Kabhi, Hum Juda Na The
Beqaraar Dil Iss Tarah Mile
Jis Tarah Kabhi, Hum Juda Na The
Tum Bhi Kho Gaye, Hum Bhi Kho Gaye
Ek Raah Par Chal Ke Do Qadam
Waqt Ne Kiya Kya Haseen Sitam
Tum Rahe Na Tum, Hum Rahe Na Hum
Waqt Ne Kiya…

Jaayenge Kahan, Soojhta Nahin
Chal Pade Magar Raasta Nahin
Jaayenge Kahan, Soojhta Nahin
Chal Pade Magar Raasta Nahin
Kya Talaash Hai, Kuchh Pata Nahin
Bun Rahe Hain Din, Khwaab Dum-B-Dum
Waqt Ne Kiya Kya Haseen Sitam
Tum Rahe Na Tum, Hum Rahe Na Hum
Waqt Ne Kiya!


Waqt Ne Kiya Kya Haseen Sitam Lyrics In Hindi

वक़्त ने किया क्या हंसीं सितम
तुम रहे न तुम हम रहे न हम
वक़्त ने किया…

बेक़रार दिल इस तरह मिले
जिस तरह कभी हम जुदा न थे
तुम भी खो गए, हम भी खो गए
एक राह पर चलके दो क़दम
वक़्त ने किया…

जाएंगे कहाँ पूछता नहीं
चल पड़े मगर रास्ता नहीं
क्या तलाश है कुछ पता नहीं
बुन रहे हैं दिल ख़्वाब दम-ब-दम
वक़्त ने किया…


Waqt Ne Kiya Kya Haseen Sitam Video