چلو اک بار پھر سے اجنبی بن جائیں ہم دونوں
نہ میں تم سے کوئی امید رکھوں دل نوازی کی
نہ تم میری طرف دیکھو غلط انداز نظروں سے
تمہیں بھی کوئی الجھن روکتی ھے پیش قدمی سے
مجھے بھی لوگ کہتے ہیں کے یہ جلوئے پرائے ہیں
میرے ہمراہ اب ہیں رسوائیاں میرے ماضی کی
تمہارے ساتھ بھی گزری ہوئی یادوں کے سائے ہیں
تعارف روگ بن جائے تو اس کو بھولنا بہتر
تعلق بوجھ بن جائے تو اس کو توڑنا اچھا
وہ افسانہ جسے انجام تک لانا نہ ہو ممکن
اسے اک خوبصورت موڑ دے کر چھوڑنا اچھا
چلو اک بار پھر سے اجنبی بن جائیں ہم دونوں
*************************************
درد کا دل میں ٹھکا نہ ہو گیا
زندگی بھر کا تماشا ہو گیا
مبتلائے ھم بھی ہو گئے
ان کا ہنس دینا بہانا ہو گیا
بے خبر گلشن تھا میرے عشق سے
غنچے چٹکے راز افشا ہو گیا
ماہ و انجم پر نظر پڑنے لگی
ان کو دیکھے اک زمانہ ہو گیا
تھے نیاز و ناز کیا کیا خواب میں
کھل گئیں آنکھیں تو پردہ ھو گیا
تیرے جلوؤں کا عالم کیا کہوں
اک عالم اور پیدا ہو گیا
اپنی رسوائی سے ھے بڑھ کر یہ غم
ساتھ میرے تو بھی رسوا ہو گیا
درد دل میں کروٹیں لینے لگا
کس کی آنکھ کا اشارا ہو گیا
ذکر مے آیا گلشن جو گلشن میں جلیل
پھول سا غر سرو مینا ہو گیا
حال کُھلتا نہیں جبینوں سے
رنج اُٹھائے ہیں کن قرینوں سے
رات آہستہ گام اُتری ہے
درد کے ماہتاب زینوں سے
ہم نے سوچا نہ اُس نے جانا ہے
دل بھی ہوتے ہیں آبگینوں سے
کون لے گا شرارِ جاں کا حساب
دشتِ امروز کے دفینوں سے
تو نے مژگاں اُٹھا کے دیکھا بھی
شہر خالی نہ تھا مکینوں سے
آشنا آشنا پیام آئے
اجنبی اجنبی زمینوں سے
جی کو آرام آ گیا ہے اداؔ
کبھی طوفاں، کبھی سفینوں سے
اداؔ جعفری
***************************************
خبرِ تحیرِ عشق سن، نہ جنوں رہا، نہ پری رہی
نہ تو تُو رہا، نہ تو میں رہا، جو رہی سو بے خبری رہی
شۂہ بے خودی نے عطا کیا، مجھے اب لباسِ برہنگی
نہ خرد کی بخیہ گری رہی، نہ جنوں کی پردہ دری رہی
چلی سمتِ غیب سے اک ہوا کہ چمن ظہور کا جل گیا
مگر ایک شاخِ نہالِ غم جسے دل کہیں سو ہری رہی
نظرِ تغافلِ یار کا گلہ کس زباں سے کروں بیاں
کہ شرابِ حسرت و آرزو، خمِ دل میں تھی سو بھری رہی
وہ عجب گھڑی تھی کہ جس گھڑی لیا درس نسخۂ عشق کا
کہ کتاب عقل کی طاق پر جو دھری تھی سو وہ دھری رہی
ترے جوشِ حیرتِ حسن کا اثر اس قدر ہے یہاں ہوا
کہ نہ آئینے میں جِلا رہی، نہ پری میں جلوہ گری رہی
کیا خاک آتشِ عشق نے دلِ بے نوائے سراج کو
نہ خطر رہا، نہ حذر رہا، جو رہی سو بے خطری رہی
سراج اورنگ آبادی
************************************************
ہم کہاں اور تم کہاں جاناں
ہیں کئی ہجر درمیاں جاناں
رائیگاں وصل میں بھی وقت ہوا
پر ہوا خوب رائیگاں جاناں
میرے اندر ہی تو کہیں گم ھے
کس سے پوچھوں ترا نشاں جاناں
عالم بیکراں میں رنگ ھے تو
تجھ میں ٹھہروں کہاں کہاں جاناں
روشنی بھر گئی نگاہوں میں
ہو گئے خواب بے اماں جاناں
اب بھی جھیلوں میں عکس پڑتے ہیں
اب بھی ھے نیلا آسماں جاناں
ھے جو پر خوں تمہارا عکس خیال
زخم آئے کہاں کہاں جاناں
************************************************
دیکھ مستی وجود کی میری
تا ابد دھوم مچ گئی میری
تُو توجہ اِدھر کرے نہ کرے
کم نہ ہو گی سپردگی میری
دل مرا کب کا ہو چکا پتھر
موت تو کب کی ہو چکی میری
اب تو برباد کر چکے، یہ کہو
کیا اسی میں تھی بہتری میری؟
میرے خوش رنگ زخم دیکھتے ہو؟
یعنی پڑھتے ہو شاعری میری؟
اب تری گفتگو سے مجھ پہ کھُلا
کیوں طبیعت اداس تھی میری
زندگی کا مآل اتنا ہے
زندگی سے نہیں بنی میری
چاند حسرت زدہ سا لگتا ہے
کیا وہاں تک ہے روشنی میری؟
اب میں ہر بات بھول جاتا ہوں
ایسی عادت نہ تھی، کہ تھی میری؟
میری آنکھوں میں آکے بیٹھ گیا
شامِ فرقت اجاڑ دی میری
پہلے سینے میں دل دھڑکتا تھا
اب دھڑکتی ہے بے دلی میری
کیا عجب وقت ہے بچھڑنے کا
دیکھ، رکتی نہیں ہنسی میری
خود کو میرے سپرد کربیٹھا
بات تک بھی نہیں سنی میری
تیرے انکار نے کمال کیا
جان میں جان آگئی میری
میں تو پل بھر نہیں جیا عرفان
عمر کس نے گزار دی میری
**************************************
ﻭﮦ ﮨﻤﺴﻔﺮ ﺗﮭﺎ ﻣﮕﺮ ﺍﺱ ﺳﮯ ﮨﻢ ﻧﻮﺍﺋﯽ ﻧﮧ ﺗﮭﯽ
ﮐﮧ ﺩﮬﻮﭖ ﭼﮭﺎﺅﮞ ﮐﺎ ﻋﺎﻟﻢ ﺭﮨﺎ ﺟﺪﺍﺋﯽ ﻧﮧ ﺗﮭﯽ
ﻣﺤﺒﺘﻮﮞ ﮐﺎ ﺳﻔﺮ ﺍﺱ ﻃﺮﺡ ﺑﮭﯽ ﮔﺰﺭﺍ ﺗﮭﺎ
ﺷﮑﺴﺘﮧ ﺩﻝ ﺗﮭﮯ ﻣﺴﺎﻓﺮ ﺷﮑﺴﺘﮧ ﭘﺎﺋﯽ ﻧﮧ ﺗﮭﯽ
ﻋﺪﺍﻭﺗﯿﮟ ﺗﮭﯿﮟ ، ﺗﻐﺎﻓﻞ ﺗﮭﺎ، ﺭﻧﺠﺸﯿﮟ ﺗﮭﯿﮟ ﺑﮩﺖ
ﺑﭽﮭﮍﻧﮯ ﻭﺍﻟﮯ ﻣﯿﮟ ﺳﺐ ﮐﭽﮫ ﺗﮭﺎ ، ﺑﮯ ﻭﻓﺎﺋﯽ ﻧﮧ ﺗﮭﯽ
ﺑﭽﮭﮍﺗﮯ ﻭﻗﺖ ﺍﻥ ﺁﻧﮑﮭﻮﮞ ﻣﯿﮟ ﺗﮭﯽ ﮨﻤﺎﺭﯼ ﻏﺰﻝ
ﻏﺰﻝ ﺑﮭﯽ ﻭﮦ ﺟﻮ ﮐﺴﯽ ﮐﻮ ﺍﺑﮭﯽ ﺳﻨﺎﺋﯽ ﻧﮧ ﺗﮭﯽ
ﮐﺴﮯ ﭘﮑﺎﺭ ﺭﮨﺎ ﺗﮭﺎ ﻭﮦ ﮈﻭﺑﺘﺎ ﮨﻮﺍ ﺩﻥ
صدﺍ ﺗﻮ ﺁﺋﯽ ﺗﮭﯽ ﻟﯿﮑﻦ ﮐﻮﺋﯽ ﺩﮨﺎﺋﯽ ﻧﮧ ﺗﮭﯽ
ﻋﺠﯿﺐ ﮨﻮﺗﯽ ﮨﮯ ﺭﺍﮦ ﺳﺨﻦ ﺑﮭﯽ ﺩﯾﮑﮫ ﻧﺼﯿﺮ
ﻭﮨﺎﮞ ﺑﮭﯽ ﺁ ﮔﺌﮯ ﺁﺧﺮ، ﺟﮩﺎﮞ ﺭﺳﺎﺋﯽ ﻧﮧ ﺗﮭﯽ
ﻧﺼﯿﺮ ﺗُﺮّﺍﺑﯽ
**************************************
بیانِ حال مفصّل نہیں ہوا اب تک
جو مسئلہ تھا وہی حل نہیں ہوا اب تک
نہیں رہا کبھی میں تیری دسترس سے دور
مِری نظر سے تُو اوجھل نہیں ہوا اب تک
بچھڑ کے تجھ سے یہ لگتا تھا ٹوٹ جاؤں گا
خدا کا شکر ہے پاگل نہیں ہوا اب تک
جلائے رکھا ہے میں نے بھی اک چراغِ امید
تمہارا در بھی مقفّل نہیں ہوا اب تک
مجھے تراش رہا ہے یہ کون برسوں سے
مِرا وجود مکمل نہیں ہوا اب تک
دراز دستِ تمنّا نہیں کیا میں نے
کرم تمہارا مسلسل نہیں ہوا اب تک
————– جہانگیرنایاب
Urdu Shayari in Hindi
milne ki tarah mujh se vo pal bhar nahiñ milta
dil us se mila jis se muqaddar nahiñ milta
qadam mai-?hana meñ rakhna bhi kar-e-pu?hta-karañ hai
jo paimana uThate haiñ vo tharraya nahiñ karte
Shabnam ke aansoo phool par ye toh wahi qissa hua,
aankhen meri bheegi hui chehra tera utra hua.
Ab in dinon meri ghazal khushboo ki ek tasveer hai,
har lafz ghunche ki tarah khil kar tera chehra hua.
Dukh me khushi ki wajah banti h mohabat,
dard me yado ki wajah banti h mohabat,
Jab kuch b acha nai lagta duniya me,
Tab jine ki wajah banti h mohabat.
Sath chaiye tumhara,
Ehsaas chaiye tumhara,
Jo karo tum had se jaad
Esa pyar chaiye tumhara..
Tere Sine Se Lagkar Teri Aarjoo Ban Jaun
Teri Sanso Se Milkar Teri Khushbu Ban Jaun
Fasle Na Rahe Koi Hum Dono Ke Darmiyaan
Main, Main Na Rahu Bus “Tum” Ban Jaaun…!!
Ishq Tujhse Karti Hoon Main Zindagi Se Zyada,
Main Darti Nahi Maut Se Teri Judaai Se Zyada,
Chahe To Azmale Mujhe Kisi Aur Se Zyada,
Meri Zindagi Mein Kuch Nahi Teri Mohabbat Se Zyada
Ruth Jao Kitna Bhi Mana Lenge,
Dur Jao Kitna Bhi Bula Lenge
Dil Aakhir Dil Hai Sagar Ki Ret To Nhi
Ki Naam Likh Kar Usse Mita Denge..!
Shayad usey bhi le gaye achchhe dinon ke qaafile,
is bagh mein ek phool tha teri tarah hansta hua.
Har cheez hai bazaar mein is haath de us haath le,
izzat gayi, shohrat gayi, rushwa hue, charcha hua.
Mandir gaye, masjid gaye, peeron faqeeron se mile,
ek us ko paane ke liye kya kya kiya, kya kya hua.
Anmol moti pyar ke duniya chura kar le gayi,
dil ki haveli mein koi darwaza tha toota hua.
Barsaat mein deewar-o-dar ki saari tahreeren mitin,
dhoya bahut mita nahin taqdeer ka likha hua. !!
Un Chiraagon Mein Tel Hi Kam Tha
Kyon Gila Fir Humein Hawa Se Rahe
Meri Buniyaadon Mein Koi Tedh Thi
Apni Deewaron Ko Kya Ilzaam Doon
Voh Nehar Ek Kissa Hai Duniya Ke Vaaste
Ferhaad Ne Taraasha Tha Khud Ko Chattaan Per
Thakaan Se Choor Paas Aaya Tha Iske
Gira Sote Mein Mujh Per Ye Shajar Kyon?
Ek Mashoor aur umda sher zehn se utar gaya tha…..mulahiza ho.
“” Tar damani pe sheikh hamaari na jaaiyoo
Daman nichor dein to farishtey wazoo karein.”
Apnay roop par itna ghuroor na kejeay,
Sab kuch 2 he din ki masti hay,
Zahida AAP ki beauty bhi tab tak qayam hai,
Jab tak Fair & Lovely sasti hai.
Jabsay pata chala hay zahid ko k silay may
janat may ja kar usko zahida (wife) he milay ge
kia namaz kia hay roza usay kuch khabar nahi hay
Bas Faryaad hay ye uski , “mujhay q kar saza milay ge
añkheñ miri talvoñ se vo mal jaa.e to achchha
hai hasrat-e-pa-bos nikal jaa.e to achchha
jo chashm ki be-nam ho vo ho kor to behtar
jo dil ki ho be-dagh vo jal jaa.e to achchha
bhuloñ unheñ kaise kaise kaise
vo lamhe jo tere saath guzre
hai rah-numa jibillat un ki
be-his nahiñ mausami parinde
ai danish-var mafar nahiñ hai
iqrar-e-vajud-e-kibriya se
jaana koi karsaz bhi hai
TuuTe ban ban ke jab irade
mehrab umuud burj qauseñ
ras meñ Duube bhare bhare se
bahr-e-kafur meñ talatum
bhoñra baiTha kañval ko chuse
chak-e-ufqi harim-e-zohra
rah rah ke madan tarañg jhalke
jhilmil jhilmil badan ka sona
lahra.eñ laTeñ kamar se niche
kya chañd si surateñ bana.iñ
qurban ai niili chhatri vaale
aah ko chahiye ik umr asar hote tak
kaun jiita hai tiri zulf ke sar hote tak
dard minnat-kash-e-dava na hua
maiñ na achchha hua bura na hua
ishrat-e-qatra hai dariya meñ fana ho jaana
dard ka had se guzarna hai dava ho jaana
rañj se ?hugar hua insañ to miT jaata hai rañj
mushkileñ mujh par pa?iñ itni ki asañ ho ga.iiñ
Jaane vo kese log they jinko pyaar ko pyaar mila
Humne toh jab kalliyan mangi kaaton ka haar mila
Duaaye Jaama Karne Lagi Hoon Main
Suna Hai Dulat Aur Shohrath Sath Qabar Nahi Jati
Wo Khud Toh Titliyon Ko Lekar Ghomta Raha,
Aur Mujhko Khat Main Likhta Raha Intezar Kar…
Ye Jo Dewany Se Do Char Nazar Aty Hain
In Main Kuch Sahib-E-Israr Nazar Aty Hain
Teri Mehfil Ka Bharam Rakhte Hain So Jate Hain
Warna Ye Log To Bedaar Nazar Aty Hain
Aur Hashar K Din Kya Bany Ga Mera
Yahan Sab Tere Tarafdar Nazar Aty Hain…
Kabhi Us Shaks Ko Nazar Andaaz
Mat Karo Jo Tumhari Buhat Parwa Karta Hai,
Warna Kisi Din Tumhe Ehsas Hoga
Tumne Pathar Jama Karte Karte Hira Gawa Diya..!!!
Aao Kisi Shab Mujhe Toot Kar Bikharta Dekho,
Meri Ragon Main Zehar Judai Utarta Dekhon,
Kis Kis Aada Se Tujhe Manga hai khuda se,
Aao Kabhi Mujhe Sajdon Main Sisakta Dekho.
Kaisi ajeeb ye tujhse Judai thi,
Ki tujhe alvida bhi na keh sake,
Teri saadgi mai itna fareb tha,
Ki tujhe bewafa bhi na keh sake.
Mujhe Kanta Bhi Chubhe
Toh Uske Ankhon Se Lahu Tapke,
Taluq Ho Toh Aisa Hoo
Mohabbat Ho Toh Aisi Ho…!!!
Aye Kaash Baras Jaye Yaha Par Noor Ki Barish,
Imaan Ke Shish’on Par Bari Dhool Jami Hai..!!!
Tum Mil Jao Mujhe
Hamesha Ke Liye,
Bas Itna Hi Maine Mohabbat
Ka Anjaaam Chaha Hai….!!!
Wo Meri Rooh Ki Chadar
Main Aakar Chup Gaya Aise,
Ke Rooh Nikle Toh Wo Nikle
Wo Nikle Toh Rooh Nikle…!!!
ishq meñ bhi siyasateñ nikliñ
qurbatoñ meñ bhi fasla nikla
Daffan kar sakta hoon seene
main tumhare raaz ko,
Aur tum chaho to afsaana
bana sakta hoon main
Main Khaak Nasheen Hon Meri
Jageer Mera Musalaa Shahon Ko
Salami Meray Maslak Me Nahi..
Ik Charagah Hari Bhari Thi Kahin
Thi Saraapaa Bahhar Jis Ki Zamee
..
Dil Se Nikal Dijiye Ehsas-E-Arzoo
Mar Jaiye Par Kisi Ki Tamanna Na Kijiye…
Meri Kahani K Ikhtetam Se Zara Pehle
Aye Musannif Ik Bar Sahi Usey Mera Likhna…
Nazar Qatil Ada Qatil
Zuban Qatil Bayan Qatil
Bata Qatil Kahan Jaun
Jahan Jaun Wahan Qatil…
Kab Duaaon Ka Mohtaj Hota Hai
Ishq To La-Elaaj Hota Hai
Is K Apne Asool Hote Hain
Is Ka Apna Riwaaj Hota Hai
Ishq K Ain Se Ibadat Hai
Ishq Rooh Ka Anaaj Hota Hai
Ishq Jismon Ko Sar Nahi Karta
Is Ka Zehno Pe Raaj Hota Hai
Ishq Me Shah Faqeer Hota Hai
Ishq Kanton Ka Taaj Hota Hai
Ishq Me Koi Had Nahi Hoti
Ishq Me Kal Na Aaj Hota Hai
Ishq Khud Hi Zulm Karta Hai
Ishq Khud Ehtajaaj Hota Hai…
Kisi Ne Na Suni Ek Dewany Ki Sada
Sada-E-Loo Me Thi Ek Parwany Ki Baqa
Baqa-E-Yaar Ki Khatir Sada De Deta Magar
Wisaal-E-Yaar Ki Khatir Thi Ek Khamosh Fiza
Khamosh Rehna To Bus Ek Bahana Tha
Wisaal-E-Yaar Tha Phir Bichar Jana Tha
Is Milne Aur Bicharny Ki Kahani Main
Loo Dewani Thi Aur Yaar Parwana Tha…
*
Uski Adat Hai Mere Baal Bigary Rakhna
Uski Koshish Hai Kisi Or Ko Acha Na Lagu Main…
Kabhi Khamosh Betho
Ge Kabhi Kuch Gungunao Ge
Main Utna Yad Aunga
Mujhe Jitna Bhulao Ge
Koi Jab Pooch Bethe Ga
Khamoshi Ki Waja Tum Se
Bohat Samjhana Chaho
Ge Magar Samjha Na Pao Ge
Kabhi Duniya Mukammal
Ban K Aegi Nigahon Me
Kabhi Meri Kami Duniya Ki
Har Shay Me Pao Ge
Kahin Par Bhi Rahen Hum Tum
Mohabbat Phir Mohabbat Hai
Tumhe Hum Yaad Aenge
Humain Tum Yaad Ao Ge
…
Kash Main Tere Nam Ka Nukta Hota
Tum Tum Na Rehte Agar Main Na Hota…